Translate

Computer CRT monitor and LCD monitor difference ??? in hindi blog

 



CRT monitor and LCD monitor difference

Is blog par hum janegey ki crt monitor and lcd monitor ka kya difference hai to ban rahe is blog pe

CRT Monitor 1.

crt monitor ka full form hai ( cathode ray tube ) ye monitor jab phele ke jama ney ke jo personal  computer hota tha tabhi ke time par ishe use kiya jata hai ye crt monitor bahut bade size ka hota tha ye kafi jayda electricity consume karta tha ye or bahut bulky bhi tha isliye isko kahipar agar le jana chahate to bhi isye nahi le ja sakte thy ye sari problems ke karan isko replace kar diya gaya lcd or led monitor mey…

 

LCD Monitor 2.

lcd monitor ka full form hai ( Liquid Crystal Display ) isko bananey ke liye liquid crystal ka use kiya gaya hai ye monitor crt monitor se kafi slim size ka hai or isko aap jaha par chahey waha par aap le ja sakte ho ye kafi halka hai is mey electricity bhi bahut kam consume hota hai lekin iske kuch disadvantage bhi jaisa ki may aapko bata dena chahunga isme agar side se dekho gey to negative ya colour less dikhey ga or isme agar koi sharp object ya koi pin type cheezo se dur he rakhna nahi to touch hone par screen damage ho sakta hai…

 

Agle blog pey janey gey ki led monitor kya hai

Thank you….

Post a Comment

0 Comments