Translate

What is motherboard in computer in hindi ?

 

What is motherboard in computer in Hindi ?

To is blog mey hum jane ge ki motherboard kya hai computer ko bananey ke liye iska kya use hai.

First part

Motherboard yek yesa component hai jiske bina computer kabhi bhi pura nahi ho sakta hai keu ki motherboard he to sare ke sare parts ko jor kar rakhta hai phir jo hai pura computer ban karkey taiyar hota hai …..

Second part

Motherboard mey bahut sare connections hotey hai bahut sare capacitors and heatsink  and bios or bhi bahut sare cheezy hoti hai.

motherboard mey jo bhi components lagte hai wo hai Cpu (central processing unit ) jise hum computer ka brain kahate hai phir jo lagta hai Hdd ( Hard disk drive ) storage ke liye or computer chalaney ke liye power supply ki bhi jarurat hoga wo bhi motherboard se connect hota hai phir cpu ke side mey ya nichy mey lagne wala ko component hai Ram ( Random access memory )iskey madad se computer mey data transfer hota hai jaldi se cpu ko garam hone se bacha ney ke liye motherboard par cpu fan bhi lagta hai uska kam hai cpu ko heat hone se bachana jis se computer sahi se kam karta rahe ye sare parts computer ke motherboard par lagaya jata hai..

Third part

Motherboard par lagne bale and mouse keyboard bhi hai humey moniter tar par output dekhne ke liye motherboard ko moniter ke sath jorna padhta hai uske liye hum hdmi ya vga cable ka use karte hai jiske madad se hum moniter par output dekh sakey phir jo cable connect hota hai uska name hai power supply ka cable jiske madad se hum power supply ko power dete hai or power supply motherboard se hote hua sare components ko current provide karta hai phir motherboard par lagne wala jo component hai keyboard and mouse jis se hum input dete hai or wo input motherboard se hotey huey ram se hote huey phir cpu mey process hokar jo output hamay screen par dekhhata hai hard disk ko connect karne ke liye bhi yek cable ki jarurat hota hai uska name hai sata cable connect hota hai motherboard se phir connect hota hai hard disk se phir sata cable ki madad se data transfer hota hai or motherboard par graphics card video lagaya jata hai ise lagane se computer mey log video editing graphics design ya phir high end games khelte hai ya ye sare kam karte hai isliye motherboard par graphics card use kiya jata hai

 speaker bhi motherboard se jura hua hota hai nahi to sound nahi aye ga or bhi jaisa ki mic ye bhi jura hua hota hai basically dekha jai to agar motherboard nahi hota to computer possible nahi hota jitney bhi sare components hai output device hai input device hai sab ke sab motherboard se jura hota hai or nahi hoga to computer sahi se kam nahi karega …

 

Thank you….

Post a Comment

0 Comments