How to format bootable pendrive
Aaj hum is post janyge ki kaise bootable pendrive ko format kaise karte hai to humare is post par bane rahe
Dekhiye jab hum bootable pendive banate hai tab kisi na kisi application ke madad se karte hai jab humara kam ho jata hai tab us bootable pendrive format karte hai tab us mey yek problem aata hai us pendrive storage size chota ho jata hai ya kabhi kabhi wo pendrive show nahi hota hai ye sare problems hota hai to kya karna hoga may aapko bata ta hu
Aap pendrive ko computer se connect kijiye phir aap cmd ko start menu mey jakey cmd likh kar ke cmd ko open kijiye aapko command type kare Diskpart enter kare phir administrator ko permission dena hai phir Yes par click kare dekhiye ga ki yek naya cmd open ho jayega phir aapko command type karna hai List Disk enter kare is se kya hoga aapke system mey jitney bhi harddisk ssd pendrive jo bhi storage device hoga waha par show kar dega pura list chala ayega phir aapko yek command type karna hai is se phele aapko apna pendrive ko us list par se khoj lena hai phir aapko notice karna hai jis row mey aapka pendrive hai us row par 0 1 2 3 karke kuch likha hoga wo sari cheez ye aapke computer par jitney bhi storage device connect hai us list ka digit hai aapko bas ye dhyan dena hai ki aapka jo pendrive connect hai us row par konsa digit hoga 2 bhi ho sakta hai 3 bhi ho sakta hai aapko acche se dekh lena hai phir command type kare select disk 2 enter kare mere computer par pendrive ka digit 2 hai isliye mayne 2 likha hai aap acchi tarike se dekhle phir wo pendrive select ho jayega or last command aapko type karna hoga likhna hoga ki clean enter kare aapka pendrive puri tarike ke se format ho jayega phir aapko start menu mey aana hai likhna hai Create and format hard disk partitions aap isko open karle phir aapko dekhe ga ki aapka jo pendrive hai uska color black hoga or jitney bhi storage device connect hai wo blue color ka hoga aapko kya karna hai waha par pendrive par unallocated likha hoga waha par aapko right click karna hai phir option hoga new simple volume waha par left click karna hai phir next ka option hoga next par click karna hai phirse aapko next par click karna hai agar aap chaye to volume letter ko change kar sakte hai lekin may ishe default he raha ne dunga aapko next par click karna hai aapko dikhe ga ki volume level new volume likha hua hoga aap usko mita ke aap koi sa bhi name de sakte hai phir aap next par click karna hoga phir aapko finish ka option hoga finish par click karde aapka pendrive thik ho jayega or aap usko use kar sakte hai
Agar aapko samaj ne mey dikkat hua hai to nichy video ka link hai aap usko dekh sakte hai….
Video link- Click Here
Thank you…..
1 Comments
Good 👍
ReplyDelete