What is vpn | vpn kya hai ??


 

What is vpn ?

Is post par hum janey ge ki vpn kya kya hai to last tak jarrur padhe

Vpn ka full from hai Virtual private network ye yek yesa network hai jiski madad se aap apne ip address ko chupa sakte hai vpn ko use karke aap kisi bhi public wifi ko bhi securely use kar sakte hai vpn kisi bhi block websites ko unblock karne mey bhi madad karta hai vpn aapka data jo bhi internet ke through se ja raha hai usko encrypt rakhne mey madad karta hai agar aap aaj ke samay mey vpn use nahi karte ho to aap bari galati kar rahe ho keu ki aap jis kisi bhi website ya internet ko surf kar rahe ho to vpn ka istamal jarur kare keu ki bahut se website par aapka ip address or data ja raha hai is se hackers aapko hack bhi kar sakte hai isliye vpn ko istamal kare vpn aapke ip address ko bhi change kar deta hai kisi or country ka ip address use hota hai is se aapka asli pata nahi laga paye ga koi aaj kal kabhi kabhi public wifi ka use karna padta hai jab jarurat ho to public wifi par jada khatra raha ta hai aapka data leak hone ka is liye vpn ko use karke public wifi ko use kare nahi to manlo agar aap public wifi ka use karke kisi website par login kar rahe ho agar usme http connection hai https nahi to hacker man in the middle attack kar ke aapke password or user name email ko hack kar sakta hai isliye vpn ko use kare agar aap hacking sikh rahe ho to vpn ko acchi tarike se use karna aana chaiye keu ki hackers aapni id ko chupane ke liye vpn ka bhi use karte hai bas mayne aapko short me vpn ka overview de diya taki aapko pata chale ki vpn hota kya hai agle post hum janey ge ki open vpn ko setup kaise karte hai or ishe kaise use karte hai thik hai…

 

Thank you…..

Post a Comment

0 Comments