What is rom in computer in hindi ?
Aaj hum janne gey ki rom kya hota hai computer mey pura
jarur padhe
ROM ka pura name hai Read only memory, ye computer ki yek
prakar ka memory hai jismey data ko likha or padha ja sakta hai ye memory
computer mey voltage hatne par bhi data ko banye rakhta hai rom yek permanent
memory hai agar computer mey rom nahi hai to computer start nahi hoga Computer
mey jo data store kia jata hai wo memory units hota hai jaise ki aapka file ka
size jitna hoga wo aapke computer mey waisa he storage lega computer mey
1-
ROM kitne prakar ke hote hai?
ROM ke total 6 prakar ke hote hai aaj hum
computer mey use hone vali 5 prakar ke bare mey discuss karnege phele hota hai PROM (PROGRAMMABLE READ-ONLY MEMORY)-
PROM yek esa rom hai jisme data ko yek bar likha ja sakta
hai yek bises programmer ka use karke iss program kiya jata hai
Dusra hota hai MROM
(MASKED ROM) – ye sabse ashan prakar ka rom hai isme data ko factory mey he
likha jata hai or badhme isko change nahi kiya ja sakta hai
Tishra EPROM
(ERASABLE PROGRAMMABLE ROM)- EPROM yek prakar ka ROM hai jisme data ko
likha or mitaya ja sakta hai ye ultra-violate light ki madad se kiya jata hai
Chautha hai (FALSH
ROM)- Flash ROM jisme data ko electricity ke sahare likha or mitaya ja
sakta hai ye process electrical signal ka use karke kiya jata hai
Paanchavaan EEPROM
(ELECTRICALLY ERASABLE PROGRAMMABLE READ-ONLY MEMORY)-
EEPROM iss prakar ka ROM hai isme data ko electrically
mitaya or program kiya ja sakta hai ye EPROM ke mukabley jayda flexible hai
To aaj humne jana ki ROM yek permanent memory hai or iska upyog
computer mey boot process , bios, firmware insab mey kiya jata hai matlab ye
nikal hai ki agar computer mey rom nahi hoga to computer kam nahi kar payega
Asha karta hu ki aapko samaj mey aya hoga milte hai next
post par Thank you…..
0 Comments